Sunday, June 03, 2007

waapas aajao

teri yaadein, mulaqatein, wo raatein aur baatein ,
teri saansein ,wo baahein ,ab mujhko yaad aaye
tere bina mera jiya sataaye kyu piya
yaadoon ne teri mujhpe ye jaadu kiya re ,


teri saansein, wo baahein, ab mujhko yaad aaye,
wo adaoon, ki ghataayein, mere dil ko chhu jaye
pyaari ye duniya saari maine hai tujhpe wari
dil ne mere dil ne tujhse yaari ke baazi hari re


mere khyaaloon mein bas tum
meri nighaoon mein bas tum
waapas aajao
mere paas tum sada, waapas aajao


suna mera jahaan bhula main hoon kahaan
jakar hai jane jaa tera rahoon piya
waapas aajao,
mere paas tum sada waapas aajao


tu hai kahaan
tera karun intazar, tu mere dil ka karaar,
itna hai aitbaar ,maanoo gaa na mein haar.

waapas aajao